Posts

Showing posts from September, 2023

Mat Raho Humse Door Ki

Image
 Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujhko, Afsos Ki Un Aankhon Mein Kabhi Khud Ko Nahi Dekha. उसकी आँखों में नजर आता है सारा जहाँ मुझको, अफ़सोस कि उन आँखों में कभी खुद को नहीं देखा। Ab Saza De Hi Chuke Ho To Mera Haal Na Puchna, Agar Main Begunah Nikla To Tumhe Afsos Bahut Hoga. अब सज़ा दे ही चुके हो तो मेरा हाल ना पूछना, अगर मैं बेगुनाह निकला तो तुम्हे अफ़सोस बहुत होगा। Afsos To Hai Tere Badle Jaane Ka Magar, Teri Kuch Baaton Ne Mujhe Jeena Sikha Diya. अफ़सोस तो है तेरे बदल जाने का मगर, तेरी कुछ बातों ने मुझे जीना सिखा दिया। Humse Bichhadkar Ab Wo Khush Rahne Lage Hain, Afsos Ki Humne Unki Ye Khushi Chheen Rakhi Thi. हमसे बिछड़कर अब वो खुश रहने लगे है, अफ़सोस की हमने उनकी ये ख़ुशी छीन रखी थी। Also, Read - Shayari On Life Funny Shayari English Shayari Zindagi Uski, Jiski Maut Par Zamana Afsos Kare... Youn To Har Shakhs Aata Hai, Duniya Mein Fanaa Hone Ke Liye ज़िन्दगी उसकी जिसकी मौत पर ज़माना अफ़सोस करे, यूँ तो हर शख्स आता है दुनिया में फ़ना होने के लिए। Main Fanaa Ho Gaya Afsos Wo...